Featured post

Hazrat Shah Niyaz Ahmed R.A.

Khuda shanaash hain aalam panaah Shah Niyaz Falak asaas hain aalam panaah Shah Niyaz   Unheen ki simt nigahein hain kul zamaane...

Sunday 4 May 2014

Raaz-e-Gausia

Imamus Salekeen Mehboob e Haq Hazrat Shah Mohammed Taqi- Aziz Mian Sahib (RA)

Friday 2 May 2014

Hazrat Shah Niyaz Ahmed R.A.


Khuda shanaash hain aalam panaah Shah Niyaz
Falak asaas hain aalam panaah Shah Niyaz
 
Unheen ki simt nigahein hain kul zamaane ki
Sabhon ki aas hain aalam panaah Shah Niyaz
 
Nazar panhuch naheen sakti hai unki rifat par
Ke be qayaas hain aalam panaah Shah Niyaz
 
Unheen ke dar pe to bat ti hai marifat ki sharrab
Ke haq shanaash hain aalam panaah Shah Niyaz
 
Main 'Raaz' shaan-e-Siraaji ka aein mazhar hoon
Ke mere paas hain Aalam Panah Shah Niyaz
 

      ~ Hazrat Shah Muhammad Taqi Aziz Miyan Sahab R.A. 

Hazrat Fakhruddin Fakhr-e-Jahaan R.A.


SHAJRA-E-AALIYA

SHAJRA-E-AALIYA