Featured post

Hazrat Shah Niyaz Ahmed R.A.

Khuda shanaash hain aalam panaah Shah Niyaz Falak asaas hain aalam panaah Shah Niyaz   Unheen ki simt nigahein hain kul zamaane...

Monday 25 August 2014

Dewan Qutb-e-Aalam Madaar-e-Aazam Niyaz be Niyaz Hazrat Qibla Shah Niyaz Ahmed (R.A) Farsi Kalam

Mukamal Farsi Dewan Qutb-e-Aalam Madaar-e-Aazam Niyaz be Niyaz Hazrat Qibla Shah Niyaz Ahmed Alvi Barelvi Qadri Chisti Soharwardi Naqshbandi Nizami Sabri Faqri (R.A)



Wednesday 2 July 2014

Motakadate Nasir Deewan ( Hindi / Urdu )

Dewan Shirf Sahibzada Sahib Charahum Hazrat Imam Us Salekeen Shah Muhammad Taqi Urf Azizi Miyan Sb Mutakhallis ba "Raaz" R.z Hazrat Shah Muhammad Nasir Mian Bawa Sb Niazi r.a




Sunday 29 June 2014

Sultan-Ul-Ashiquane ( A very rare book in Silsila-E-Niazia )

Writer Sahibzada Sahib Soyam Hazrat Imam Us Salekeen Shah Muhammad Taqi Urd Azizi Miyan Sb Mutakhallis ba "Raaz" R.z


Hazrat Qibla Shah Muhammad Abid Miyan Sahib Niyazi Qadri Sabri Nizami Fakhri Suharwardi Naqshbandi (Qadima) Sahib r.a




Saturday 28 June 2014

Shardha Digdarshan Arthat Vastawik Vivrand ( A very rare book in Silsila-E-Niazia )

Writer Sahibzada Sahib Soyam Hazrat Imam Us Salekeen Shah Muhammad Taqi Urd Azizi Miyan Sb Mutakhallis ba "Raaz" R.z

Hazrat Qibla Shah Muhammad Abid Miyan Sahib Niyazi Qadri Sabri Nizami Fakhri Suharwardi Naqshbandi (Qadima) Sahib r.a





Tuesday 24 June 2014

Deewan Raaz-e-Niaz (Farsi)

Mukkmal Thakik Shuda Farsi Deewan Sharif Imamus Salekeen Mehboob e Haq Hazrat Shah Mohammed Taqi- Aziz Mian Sahib (RA)


Nasir : Dr. Mohd. Abbas Niazi




Friday 20 June 2014

Dewan Qutb-e-Aalam Madaar-e-Aazam Niyaz be Niyaz Hazrat Qibla Shah Niyaz Ahmed (R.A) Urdu Kalam

Mukamal Urdu Dewan Qutb-e-Aalam Madaar-e-Aazam Niyaz be Niyaz Hazrat Qibla Shah Niyaz Ahmed Alvi Barelvi Qadri Chisti Soharwardi Naqshbandi Nizami Sabri Faqri (R.A)




Sunday 4 May 2014

Raaz-e-Gausia

Imamus Salekeen Mehboob e Haq Hazrat Shah Mohammed Taqi- Aziz Mian Sahib (RA)

Friday 2 May 2014

Hazrat Shah Niyaz Ahmed R.A.


Khuda shanaash hain aalam panaah Shah Niyaz
Falak asaas hain aalam panaah Shah Niyaz
 
Unheen ki simt nigahein hain kul zamaane ki
Sabhon ki aas hain aalam panaah Shah Niyaz
 
Nazar panhuch naheen sakti hai unki rifat par
Ke be qayaas hain aalam panaah Shah Niyaz
 
Unheen ke dar pe to bat ti hai marifat ki sharrab
Ke haq shanaash hain aalam panaah Shah Niyaz
 
Main 'Raaz' shaan-e-Siraaji ka aein mazhar hoon
Ke mere paas hain Aalam Panah Shah Niyaz
 

      ~ Hazrat Shah Muhammad Taqi Aziz Miyan Sahab R.A. 

Hazrat Fakhruddin Fakhr-e-Jahaan R.A.


SHAJRA-E-AALIYA

SHAJRA-E-AALIYA


Sunday 27 April 2014

Qutbul Aqtaab Farzand e Ghaus el Azam Muhyi Uddin Jeelani Sayyadna Hazrat Shah Abdullah Qadri Baghdadi R.z




Imamus Salekeen Mehboob e Haq Hazrat Shah Mohammed Taqi- Aziz Mian Sahib (RA)



Sirajus Salekeen Hazrat Shah Mohiuddin Ahmad Sahib (RA)


Tajul Aulia Hazrat Shah Nizam Uddin Hussain Sahib (RA)





Sultanul Asheqin Hazrat Shah Mohammed Hasan Sajjad Sahib (RA)





Salasil-E-Hazrat Qutb-E-Alam R.Z

 Huzur Qibla Ko jin Salasil me Bait Lene ki Ijazat Thi aur jo jo Silsile, Silsila e Niazi me Maujood hain wo Ye Hain-


1- Khandane Qadria -Hazrat Syed Abdullah Baghdadi Q.d.s se jisme Huzur Qibla se Hazrat Ghaus Paak Q.D.S Tak 14 waste hain

2-Qadria-Hazrat Syed Muhyi Uddin diasanam i r.z se bawasta Bibi ghareeb nawax r.a jisme huzur qibla se Hazrat Ghaus Paak r.z tak 17 waste hain

3-Qadria: Hazrat Syed Muhyiuddin diasunami r.a se bawaste bibi ghareeb nawaz r.a jisme Huzur qibla se Hazrat Ghaus Paak r.z tak 8 waste hain is silsile ke ek buzurgh Hazrat Shah Inayat ullah Baghdadi r.z kk umer shareef 400 char so saal hoi thi,

4:Qadria - Hazrat Shah Abdullah baghdadi r.z se jisme Huzur Qibla Se Hazrat Ghaus a.z tak 14 waste hain ue SilSila Hazrat Hasan Basri r.z se chala

5:Qadria Suharwardia- Bawaste Hazrat Maulana Fakhre Paak R.z jisme Huzur Qibla Se Hazrat Ghaus paak r.z Tak 21 waste hain (ye silsila e Qadria Suharwardia Shaikh Ziauddin Abu Najeeb Abdhl Qadir Suharwardi se shuro hoa


Khandane Chisht me Apko.Teen Taraf se Faiz Puhcha -

6: Chishtia Nizamia -bawasta Hazrat maulana Fakhre Paak r.z jisme Huzur Qibla se Hazrat Mehboob e Ilaahi r.z tak 13 waste hain

7-Chishtia Nizamia : Bawaste Hazrat Maulana Syed Saeed Uddin Rizwi r.z(Huzur Qibla Ke Nana aur Kaleem Ullah Jahanabadi ke Khalifa) jisme Huzur Qibla Se Hazrat Mehboob e Ilaahi R.z Tak 17 Satra Waste Hain

8-Chishtia : bawasta Haji ul Haramain Hakeem Ilaahi Shah R.z (Huzur Qibla Ke Walid) Jisme Huzur Qibla Se Hazrat Makhdoom Alauddin Ali Ahmed Sabir Kaliyari Q.d.s Tak 16 Waste Hain

9-Khandane Nashbandia (Qadima) : Bawaste Walida Majida Jisme Huzur Qibla Se Hazrat Khawaja Bahauddin Naqshbandi Bukhari Tak 14 waste Hain
Isiliye Har Niyazi ko In Tamaam Silsilo Ka Faiz e Ghulami Hasil Hai